AYAT OF THE DAY
AYAT OF THE DAY | सूरः बकरह आयत 33 |Quran (2:33)
قَالَ یٰۤاٰدَمُ اَنۡۢبِئۡہُمۡ بِاَسۡمَآئِہِمۡ ۚ فَلَمَّاۤ اَنۡۢبَاَہُمۡ بِاَسۡمَآئِہِمۡ ۙ قَالَ اَلَمۡ اَقُلۡ لَّکُمۡ اِنِّیۡۤ اَعۡلَمُ غَیۡبَ السَّمٰوٰتِ وَ الۡاَرۡضِ ۙ وَ اَعۡلَمُ مَا تُبۡدُوۡنَ وَ مَا کُنۡتُمۡ تَکۡتُمُوۡنَ ﴿۳۳
Tarjuma
Allah ney kaha : Adam ! tum inn ko inn cheezon kay naam batado chunacheh jab uss ney unn kay naam unn ko batadiye to Allah ney ( farishton say ) kaha : kiya mein ney tum say nahi kaha tha kay mein aasmano aur zameen kay bhed janta hun-? aur jo kuch tum zahir kertay ho aur jo kuch tum chupatay ho mujhay uss sabb ka ilm hai